Jay Ambe Jagadambe Maa Song Lyrics from the movie/album Krantiveer released in the year 2016 starring Nana Patekar, Dimple Kapadia. The song Jay Ambe Jagadambe Maa was sung by Praful Dave, Sapna Awasthi Singh, Sudesh Bhonsle. This movie/album was directed by Mehul Kumar. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Jay Ambe Jagadambe Maa Lyrics

Jab Jab Papi Pap Badaye
Dharam Pe Garahan Lagaye
Trisuldhari Pap Mitane Is Dharti Par Aye

Jay Ambe Jagadambe Maa
Tere Dam Se Hai Duniya
Jay Ambe Jagadambe Maa
Tere Dam Se Hai Duniya
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha
Jay Ambe Jagadambe Maa
Tere Dam Se Hai Duniya
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha

Drishti Daya Ki Jispe Dale
Tu Uska Uddhar Kare
Drishti Daya Ki Jispe Dale
Tu Uska Uddhar Kare
Jag Kalyani Bhav Sagar Se
Sabaka Beda Par Kare
Khali Jholi Bharne Wali
Kisko De De Kab Kitna
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha
Jay Ambe Jagadambe Maa
Tere Dam Se Hai Duniya
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha

Andhere Me Banke Ujala
Bhatake Jano Ko Rah Dikhaye
Andhere Me Banke Ujala
Bhatake Jano Ko Rah Dikhaye
Maiya Kar Santo Ki Raksha
Shaitano Ko Aaj Mita
Jalim Ko Aisi Saja De
Rah Na Jaye Koyi Nishaa
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha
Jay Ambe Jagadambe Maa
Tere Dam Se Hai Duniya
Teri Mahima Koyi Na Jane
Tujhse Kon Bacha Hai Yaha

He Maa Rani Devi Bhawani
Jyot Jalane Aaya Hu
Jyota Wali Mata Kali
Tujhko Manane Aaya Hu
He Mehar Vaishnav Durga Chandi
Bas Tere Gun Gaunga
Baras Baras Mai Inn Charno Me
Shradha Phul Chadhaunga
He Ruk Jayega Dar Pe Tere Agar
Toofan Bhi Aayega
Mere Sar Pe Hath Hai Tera
Mujhko Kon Mitayega.

Share your thoughts

Sapna awasthi, Krantiveer, Jai ambe jagadambe maa jai ambe jagadambe maa lyrics, Dimple kapadia, Anand milind, Jai ambe jagadambe maa, Nana patekar, Jay ambe jagdambe maa, Krantiveer movies comedy, Praful dave, Krantiveermovie, Evergreen hindi songs, Navratri song, Matarani song, Sameer classical songs, Matarani, Paresh rawal, Mamta kulkarni, Old hindi songs, Tere dam pe h duniya, Dandiya, Mata songs, Garba songs, New mata song, Sadabhar song, Atul agnihotri