Jawani Me Budhapa Hai Song Lyrics from the movie/album Abhi To Main Jawan Hoon released in the year 2018. The song Jawani Me Budhapa Hai was sung by Amit Kumar. This movie/album was directed by Amjad Khan. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer

Jawani Me Budhapa Hai Lyrics

Mujhe Dekh Ke Janeman Kyu Aise Hairan Hai
Sath Sal Ki Umar Hai Lekin
Dil Abhi Jawan Hai
Kahani Me Hakikat Hai
Hakikat Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Kahani Me Hakikat Hai
Hakikat Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai

Maine Bachpan Se Khaya Hai Pista Aur Badam
Maine Bachpan Se Khaya Hai Pista Aur Badam
Shokh Hasino Ki Sangat Me Raha Main Subah Sham
Isiliye To Isliye To Mere
Lahu Me Abhi Talak Rawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai

Suraj Chand Sitaro Se Bhi Tej Hai Meri Nazar
Suraj Chand Sitaro Se Bhi Tej Hai Meri Nazar
Dekh Mere Baju Ki Takat Dekh Na Meri Umar
Vo Sharab Vo Sharab Utni Nashili
Jitni Adhik Purani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai

Name Dil Ek Hai Dil Sadiyo Se Diwana Hai
Mera Aur Majnu Ka Toh Ek Hi Gharana Hai
Umar Meri Hai Abhi Khelne Khane Ki
Hasino Mahjamino Se Nazar Ladane Ki
Husn Tera Jalta Shola Ishq Mera Thanda Pani
Husn Tera Jalta Shola Ishq Mera Thanda Pani
Dil Ki Aag Bhuja Le Rani Ruut Ye Badi Mastani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Kahani Me Hakikat Hai
Hakikat Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai
Jawani Me Bhudapa Hai
Bhudape Me Jawani Hai

Share your thoughts

Jawani ki rail kahin lyrics, \abhi toh main jawaan hoon\, Jawani ki rail kahin dj mix, Anand milind hit songs, \abhi to main jawan hu\, Jawani ki rail kahin chhot na jaye video song, Yeh jawani hai diwani, Anand milind songs, Jawani ki rail kahin chhut gaya, Anand milind, Jawani diwani songs, Jawani ki rail kahin video download, Jawani diwani 1972 songs, Jawani zindabad hindi movie, \abhi to main jawaan hu\, Anand shinde, Yeh jawani hai deewani