Jawani Me Jawani Ke Maze Lena Jawani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Jawani Me Jawani Ke Maze Lena Jawani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Sama Jawani Ki Jab Se Jali Hai Tum Me
Rangin Lagta Hai Sara Jaha
Har Sans Jalti Hai Har Ang Jalta Hai
Par Jalan Me Hai Kya Mastiya
Jawani Mehai Wo Garmi Ke Shola Pani Pani
Jawani Mehai Wo Garmi Ke Shola Pani Pani
Jawani Me Jawani Ke Maze Lena Jawani Hai
Jo Smjhe To Hakikat Hai Na Smjho To Kahani Hai
Ye Umar Jeene Ke Je Bhar Yaha Je Le
Jeene Ka Ye Mauka Phir Aaye Na
Chadati Jawani Me Manwa Ne Kar Dheele
Tujhko Kisi Ka Kya Darr Yaha
Jo Darr Jaye Wo Mar Jaye
Kahawat Ye Purani Hai
Jo Darr Jaye Wo Mar Jaye
Kahawat Ye Purani Hai
Awani Me Jawani Ke Maze Lena Jawani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Roke Hun Ruke Na Bandhe Bandhi Na Jo
Aazad Baagi Jawani Hai
Apni Jawani Me Dil Ko Jo Le Dhube
Ye Kyun Si Daria Tufani Hai
Ye Mana Hai Umar Chhoti Magar Kitni Suhani Hai
Ye Mana Hai Umar Chhoti Magar Kitni Suhani Hai
Jawani Me Jawani Ke Maze Lena Jawani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Jo Samjhe To Hakikat Hai Na Samjho To Kahani Hai
Jawani Main Jawani Song Lyrics from the movie/album Gunahon Ka Faisla released in the year 2018 starring Shatrughan Sinha, Dimple Kapadia. The song Jawani Main Jawani was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shibu Mitra. The music was given by Bappi Lahiri
Share your thoughts