Jawan Jawan Fizayen Hai Song Lyrics from the movie/album Faraar released in the year 2013 starring Avinash Wadhawan, Shilpa Shirodkar. The song Jawan Jawan Fizayen Hai was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Sunil Agnihotri. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Megastar Plus Music

Jawan Jawan Fizayen Hai Lyrics

Jawaan Jawaan Fizayen Hai
Bada Haseen Safar
Jawaan Jawaan Fizayen Hai
Bada Haseen Safar
Kahe Mera Deewaana Dil
Pyaar Tu Kisi Haseen Se Kar
Jawaan Jawaan Fizayen Hai
Bada Haseen Safar
Kahe Mera Deewaana Dil
Pyaar Tu Kisi Haseen Se Kar

Tere Mere Intzaar Ke Aa
Gaye Hai Din Bahaar Ke
Tere Mere Intzaar Ke Aa
Gaye Hai Din Bahaar Ke
Meri Dilruba Paas Aa Jara,
Waqt Hai Yahin Toh Pyaar Ke
Dhuwaan Dhuwaan Ghataaye Hai,
Suhaani Hai Umar
Kahe Mera Deewaana Dil
Pyaar Tu Kisi Haseen Se Kar

Aaya Hai Mausam Phoolon Ka,
Chhaaya Hai Mausam Jhulon Ka
Aaya Hai Mausam Phoolon Ka,
Chhaaya Hai Mausam Jhulon Ka

Na Chura Labon Ki Yeh Hasin,
Chhodo Bhi De Tu Yeh Berukhi
Na Chura Labon Ki Yeh Hasin,
Chhodo Bhi De Tu Yeh Berukhi
Tu Jo Kehade Haan Meri Jaaneja
Tujhape Main Luta Du Zindagi
Khili Khili Hawaaye Hai, Mil Jara Najar
Kahe Mera Deewaana Dil
Pyaar Tu Kisi Haseen Se Kar
Jawaan Jawaan Fizayen Hai
Bada Haseen Safar
Kahe Mera Deewaana Dil
Pyaar Tu Kisi Haseen Se Kar.

Share your thoughts

No Keywords