Jawaan Jawaan Husn Ke Rangin Ye Khafile Song Lyrics from the movie/album The Adventures of Robin Hood released in the year 2018 starring Prashant, Parveen Choudhary. The song Jawaan Jawaan Husn Ke Rangin Ye Khafile was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. This movie/album was directed by B J Patel. The music was given by G S Kohli. The lyrics were Penned by Anjaan

Jawaan Jawaan Husn Ke Rangin Ye Khafile Lyrics

Jawa Jawa Husn Ke Rangin Ye Kafile
Awaz Dete Mujhe Aa Aa Aa Bhi Ja
Jawa Jawa Husn Ke Rangin Ye Kafile
Awaz Dete Mujhe Aa Aa Aa Bhi Ja
Jawa Jawa Husn Ke

Bikhri Hai Mahakti Sanso Ki
Khusbu Madhosh Hawao Me
Simti Hai Mohabbat Ke Saye
Palko Ki Nashili Chaw Me
Aanhko Ka Ishara Hua O O Dil Gaya
Dil Ko Sahara Koi O O Mil Gaya
Aanhko Ka Ishara Hua
O Jane Jigar Khamosh Najar Ban Gayi
Dhadkte Dil Ki Dua
Jawa Jawa Pyar Ke Rangin Ye Kafile
Awaz Dete Mujhe Aa Aa Aa Bhi Ja
Jawa Jawa Pyar Ke

Saki Hai Bani Chachal Bijli
Chalke Hai Ghata Se Paymane
Ab In Tufano Me Dil Ka
Kya Hoga Hal Khuda Jane
Chaya To Kabhi Nahi Tha O O O Ye Nasha
Khud Bhi Na Janu Mujhe O O O Kya Hua
Chaya To Kabhi Nahi Tha
Bahke Nadan Arman Jawa
Ab Hosh Kise Hai Hum Hai Kaha
Jawa Jawa Husn Ke Rangin Ye Kafile
Awaz Dete Mujhe Aa Aa Aa Bhi Ja
Jawa Jawa Husn Ke

Share your thoughts

Asha bhosle, Jawaan jawaan husn ke rangin ye khafile mohammed rafi asha bhosle the adventures of robin hood 1965, Jawaan jawaan husn ke rangin-mohammed rafi asha bhosle -g.s. kohli-the adventures of robin hood 1965, Shailendra singh | film- chalte chalte 1976 bappi lahiri., Pyar mein kabhi kabhi | lata mangeshkar, Daata | babul ka yeh ghar behana | kishore kumar, Mohammed rafi-bass enhanced sagaai1951-c.ramchndra, Mohammed, Bhosle, Kishore kumar.mukesh.mohammed rafi.o.p.nayyar