Javaan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamaanaa Song Lyrics from the movie/album Anmol Ghadi released in the year 2018 starring Surendra, Noor Jahan. The song Javaan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamaanaa was sung by Noor Jehan. This movie/album was directed by Mehboob Khan. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Tanvir Naqvi

Javaan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamaanaa Lyrics

Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana
Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana

Mohabbat Kare Khush Rahe Muskuraye
Khush Rahe Muskuraye
Mohabbat Kare Khush Rahe Muskuraye
Khush Rahe Muskuraye
Na Soche Hame Kya Kahega Zamana
Kya Kahega Zamana
Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana

Abhi Tak Mujhe Yaad Hai Vo Kahani
Yaad Hai Vo Kahani
Abhi Tak Mujhe Yaad Hai Vo Kahani
Yaad Hai Vo Kahani
Na Bhulega Bachpan Ka Rangi Zamana
Ha Rangi Zamana
Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana

Kya Aankho Aankho Me Baate Hui Hai
Kya Aankho Aankho Me Baate Hui Hai
Kisine Na Dekha Kisine Na Jaana
Ha Kisine Na Jaana
Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana

Tum Aaye Ke Bachpan Mera Laut Aaya
Laut Aaya
Tum Aaye Ke Bachpan Mera Laut Aaya
Laut Aaya
Mila Hai Mujhe Zindagi Ka Bahana
Zindagi Ka Bahana
Javaan Hai Mohabbat
Hasi Hai Zamana
Lutaya Hai Dil Ne
Khushi Ka Khazana

Share your thoughts

Anmol ghadi, Jawan hai mohabbat, Javaan hai mohabbat hasin hai zamaanaa, Naushad, Noor jehan, Jawaan hai mohabbat hasin hai zamana, Anmol ghadi songs, Noor jehan songs, Jawan hain mohabbat hasin hai zamana | noor jehan | new digital audio | anmol ghadi 1953-naushad., Jawan hai mohabbat haseen hai zamana, Jawan hai mohabbat lyrics in hindi, Anmol ghadi (1946), Anmol ghadi 1946 songs, Jawan hai mohabbat lyrics, Anmol gadi songs, Jawan hai mohabbat by noor jahan