Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Mera Dil Tujhi Pe Nisaar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Mera Dil Tujhi Pe Nisaar Hai
Tere Dam Se Hi Mere Dilruba
Meri Zindagi Me Bahaar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Huyi Jabse Mujh Pe Teri Najar
Mai Hu Apne Aap Se Bekhabar
Huyi Jabse Mujh Pe Teri Najar
Mai Hu Apne Aap Se Bekhabar
Huwa Jabse Dil Me Tera Gujar
Huwa Jabse Dil Me Tera Gujar
Mujhe Chain Hai Na Karar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Tere Husn Se Jo Sanwar Gayi
Wo Fazaye Mujhko Ajij Hai
Tere Husn Se Jo Sanwar Gayi
Wo Fazaye Mujhko Ajij Hain
Teri Julf Se Jo Lipat Gayi
Teri Julf Se Jo Lipat Gayi
Mujhe Un Hawao Se Pyar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Ye Hasin Phulo Ki Daaliya
Tujhe De Rahi Hai Salamiya
Ye Hasin Phulo Ki Daaliya
Tujhe De Rahi Hai Salamiya
Mujhe Kyon Na Rask Ho Ae Sanam
Mujhe Kyon Na Rask Ho Ae Sanam
Tere Saath Fasle Bahar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Mera Dil Tujhi Pe Nisaar Hai
Jara Sun Hasina Ae Naajnin
Jara Sun Hasina Ai Najanin Song Lyrics from the movie/album Kaun Apna Kaun Paraya released in the year 2018 starring Vijay Kumar, Waheeda Rehman. The song Jara Sun Hasina Ai Najanin was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Niranjan. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni
Share your thoughts