Jaoon Kahan Bata Aye Dil Lyrics | Chhoti Bahen | Mukesh | Shankar Jaikishan

Jaoon Kahan Bata Aye Dil Lyrics | Chhoti Bahen | Mukesh | Shankar Jaikishan

Jaau kaha bata ai dil
Duniya badi hai sangdil
Chaandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaau kaha bata ai dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaau kaha bata ai dil

Banke toote yaha aarzoo ke mahal
Ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal
Kahti hai zindagi is jaha se nikal
Kahti hai zindagi is jaha se nikal
Jaau kaha bata ai dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaau kaha bata ai dil

Haay is paar to aansuo ki dagar
Jaane us paar kya ho kise hai khabar
Thokare kha rahi har kadam par nazar
Thokare kha rahi har kadam par nazar
Jaau kaha bata ai dil
Duniya badi hai sangdil
Chandni aayi ghar jalane
Soojhe na koi manzil
Jaau kaha bata ai dil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *