Janm Bhumi Pe Jaan Lutate Hai Lyrics | Agni Pankh | Kavita Krishnamurthy | Pritam Chakraborty

Janm Bhumi Pe Jaan Lutate Hai Lyrics | Agni Pankh | Kavita Krishnamurthy | Pritam Chakraborty

Janm bhumi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye desh bhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Prabhu jivan pe inki kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Janm bhumi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye desh bhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Prabhu jivan pe inki kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo

Mushkilo ki gadi samne hai khdi
Har mushkil se unko bachana
Rah bhatke na vo kahi atke na vo
Rah unko prabhu ji dikhana
Man me sabke yahi aasha hai
Dur hogi vo jo nirasha hai
Sare bandhan ko tod aaye vo
Apni manjil ko pa hi jaye vo
Prabhu jivan pe inki kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo

Tu bhagwan hai tu na anjan hai
Har pal ka tujhe gyaan daata
Kamana hai yahi archana hai yahi
Bas raksha tu karna daata
Rah mushkil hai dur manzil hai
Tu hi kasti hai tu hi sahil hai
Aasra tera agar mil jaye
Gir gir ke bhi vo sambhal jaye
Prabhu jivan pe inki kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo

Janm bhumi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye desh bhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Prabhu jivan pe inki kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Sare sankhat ko pal me harlo
Sare sankhat ko pal me harlo

Movie Agni Pankh
Singer Kavita Krishnamurthy
Director Sunjiv Puri
Music Composer Pritam Chakraborty
Star Cast Jimmy Sheirgill, Rahul Dev, Sameer Dharmadhikari, Akshay Anand, Shamita Shetty, Divya Dutta, Richa Pallod, Kulbhushan Kharbanda, Aashish Vidyarthi, Vrajesh Hirjee, Benjamin Gilani, Kiran Kumar, Anang Desai, Vishwajeet Pradhan, Daya Shanker Pandey, Bakul T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *