Janey Woh Kaun Hai Kya Nam Hai Unn Aankho Kaa Song Lyrics from the movie/album Bheegee Raat released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Meena Kumari. The song Janey Woh Kaun Hai Kya Nam Hai Unn Aankho Kaa was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Kalidas. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Janey Woh Kaun Hai Kya Nam Hai Unn Aankho Kaa Lyrics

Jane Wo Kaun Hai Kya Naam Hai Un Aankho Ka
Dil Pe Anjani Si Tasveer Bana Deti Hai
Bhuj Ke Reh Jati Hai Jab Koi Tamanna Dil Me
Ek Charag Aur Bhi Chupke Se Jala Deti Hai
Jane Wo Kaun Hai

Mujhko Behlati Hai Nashad Jo Hota Hu Kabhi
Nind Me Rang Milati Hai Jo Sota Hu Kabhi
Jagta Hu To Haye Jagta Hu To
Kayi Khawab Dikha Deti Hai
Jane Wo Kaun Hai Kya Naam Hai Un Aankho Ka

Jab Bhi Uthati Hai Chhalakti Hai Gulabi Ki Tarah
Der Tak Main To Bahekta Hu Sharabi Ki Tarah
Kya Kahu Chupke Se Haye Kya Kahu Chupke Se
Kya Chij Pila Deti Hai
Jane Wo Kaun Hai

Roz Milti Hai Wo Tanha Nahi Rehne Deti
Ye Hai Baat Aur Ke Apna Nahi Kehne Deti
Aur Keh Du To Haye Aur Keh Du To
Palak Hans Ke Jhuka Deti Hai
Jane Wo Kaun Hai

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Mohammed rafi songs, Mohammad irfan, Jaane wo kaun hai kya naam hai in ankhon ka, Jaane wo kaun hai kya naam hai in ankhon ka karaoke, Hrithik roshan, O meri mehbooba mohammed rafi, Hrithik roshan songs, Mohammed rafi, Roshan, Mohammed irfan, Hrithik roshan new songs, Pichle saat dinon mein lyrics, Mohammad rafi, Aankh jab se hai ladi, Rohan mehra new song, Neeti mohan, O meri mehbooba lyrics, Rohan mehra all song, Zulmi sang aankh ladi, Phir se ud chala rockstar lyrics