Jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me

Kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me

Yeh kiski lagan manjil-manjil har roj mujhe le jati hai
Yeh kiski tamanna sine me jo aas ke dip jalati hai
Jo aas ke dip jalati hai
O jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
Kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me
Jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
Jharno me nahati jalapariya kyon jane mujhe lalchati hai
Jangal ki kanvari kaliya bhi has-has ke kayamat dhati hai
Has-has ke kayamat dhati hai
O jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
Kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me
Jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
Jab dekhe bina madhosh hu mai dekhunga use toh kya hoga
Kya nur bhari surat hogi
Kya pyar bhara jalva hoga