Janam Janam Ke Sathi Hum Tum Song Lyrics from the movie/album Qayamat Hi Qayamat released in the year 2018. This movie/album was directed by Vicky Ranawat, Jugal Kishore, Sudhakar Sharma, Sanjay Verma, S Pappu, Vicky Ranawat, S Sachindra, Vi. The music was given by Sooraj Kanodia. The lyrics were Penned by Jugal Kishore

Janam Janam Ke Sathi Hum Tum Lyrics

Janam Janam Ke Sathi Hum Tum
Hum Tum
Janam Janam Ka Apna Hai Ye Pyar Hai Ye Pyar
Bole Ye Mahandi
Bole Ye Bindiya
Bole Ye Singar
Janam Janam Ke Sathi Hum Tum
Hum Tum
Janam Janam Ka Apna Hai Ye Pyar Hai Ye Pyar
Bole Ye Chudiya
Bole Chunariya
Bole Ye Singar

Mai Teri Radha
Tu Mera Krishana
Aadhi Adhuri Milan Ki Hai Trishana
Milan Ki Hai Trishana
Mai Hu Sawan
Tu Hai Badariya
In Baho Me Gori Hai Meri Duniya
Sanso Ki Sargam Bole Ye Hardam
Bole Payal Ki Jhankar
O Ho
Janam Janam Ke Sathi Hum Tum
Hum Tum
Janam Janam Ka Apna Hai Ye Pyar Hai Ye Pyar
Bole Ye Chudiya
Bole Chunariya
Bole Ye Singar

Mai Hu Dhul Dhara Ki Tu Hai Pawan Basanti
Kabhi Na Tute Sajana Dori Man Se Man Ki
Raha Jo Pyar Adhura Lenge Janam Dobara
Moj Hu Mai Sagar Ki Tu Nadiya Ki Dhara
Bole Ye Dharati
Bole Ye Ambar
Bole Ye Man Ka Sitar
Are Janam Janam Ke Sathi Hum Tum
Hum Tum
Janam Janam Ka Apna Hai Ye Pyar Hai Ye Pyar
Bole Ye Chudiya
Bole Chunariya
Bole Ye Singar
Bole Ye Singar
Bole Ye Singar


Share your thoughts

Janam janam na saathi gujarati movie full, Naresh kanodia, Hitu kanodia movie, Naresh kanodia movie, Kal jisne janam yahan paaya, Hitu kanodiya, Kal jisne janam yahan paaya vivah song, Kal jisne janam yahan paaya full video song, Radha tara vina mane gamtu nathi, Preet janmo janam ni bhulase nahi, Jignesh kaviraj preet janmo janam, Naresh kanodia gujarati full movie, Hitu kanodia new movie, Hindi songs with lyrics, Hitu kanodia, Aakha jagthi nirali mari sajna