Janam Janam Ke Paap Katthe Lyrics | Sakshi Gopal | Manna Dey, Mohammed Rafi | Chitragupt

Janam Janam Ke Paap Katthe Lyrics | Sakshi Gopal | Manna Dey, Mohammed Rafi | Chitragupt

Janam janam ke paap kate
Baadal dur fate
Janam janam ke paap kate
Baadal dur fate
Jo mukh se ek bar rate
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Teen shabd ka ye sangeet jo
Teen shabd ka ye sangeet
Mukti dilane waala geet
Isko gakar jag ko jeet
Isko gakar jag ko jeet
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh

Kam krodha mat bhasm kare
Log moh ke praan hare
Kam krodha mat bhasm kare
Log moh ke praan hare
Jo mukh me ye mantr bhare
Jo mukh me ye mantr bhare
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Gale me tulsi ki maala
Gale me tulsi ki maala
Adhar pe bhakti ka pyaala
Man me parbhu ka ujiyala
Man me prabhu ka ujiyala
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh

Kaliyug me ye hain vardan
Jan jan ka karta kalyaan
Kaliyug me ye hain vardan
Jan jan ka karta kalyaan
Vaishnav jan ka mantr mahan
Vaishnav jan ka mantr mahan
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh
Shri krishna sharanm namh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *