Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara Lyrics | Bheegi Palkein | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Jugal Kishore, Tilak Raj

Janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

Agar na milte is jivan me lete janam dubara

Jabse ghume dharati suraj chaand sitare
Ho..jabse ghume dharati suraj chaand sitare
Tabse meri nigahe samjhe tere ishare
Rup badal kar saajan maine phir se tumhe pukara
Janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

Pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
Ho.. pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
Jaha hawaye gam ki hum tak pahunch na paye
Khushiyo ki khushboo se mahake ghar sansar hamara
Janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
Agar na milte is jivan me lete janam dubara
Janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
Tumhara hamara tumhara hamara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *