Suno janab mere mehbub
Tere ishq ka kalma main padhu
Mere janab dil janiya
Dil janiya re
Dil janiya re
Khushnuma yaara khushnuma
Mera rehnuma hai re tu
Khushnuma yaara khushnuma
Mera rehnuma hai re tu
Shabnami tu
Mehjabin tu
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Mera nur tu
Mera ark tu
Meri zid bhi hai bas tu
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Dekhiye janab
Dekhiye janab
Dekhiye janab aashiq to hum hain
Hum aashiqi har lamhe mein
Farma bhi sakte hain
Lekin bina deedar ke
Wo lamha bhi kya lamha hai
Mehjabi tu
Khwaab si tu
Ya koi neemat hai tu
Ya koi nur
Ya koi shabnam
Ya ek inayat hai tu
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Dekhiye janab
Dekhiye janab
Dekhiye janab tumhari adaye
In adao pe hi mar mite
Aur aahe bharte hain
Lekin labo se apne puchho
Humara dil gustakh kyun hai
Mehjabi tu
Khwaab si tu
Ya koi nimat hai tu
Ya koi nur
Ya koi shabnam
Meri ibadat hai tu
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai
Dil ye gulzar sa
Pahli baar sa
Ye khumar aaj kyun hai

