Jan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyar Song Lyrics from the movie/album Madhur Milan released in the year 2018 starring Nigar Sultana, Mahipal. The song Jan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyar was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by K G Punjwani. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Farooq Qaisar

Jan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyar Lyrics

He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya

Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Ho Ke Kisi Ki Najar Ka Shikaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar

Main Bhi Thi Ek Din Ek Jal Ki Machhriya
Main Bhi Thi Ek Din Ek Jal Ki Machhriya
Pad Gayi Ek Jaalim Ki Mujhpe Najariya
Meri Taraf Jab Usne Jaal Feka
Chhod Ke Aa Gayi Apni Nagariya
Sab Kuchh Mai Kar Baithi Us Par Nisaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar

Kha Kha Ke Jhuthi Mohabbat Ki Kasme
Kha Kha Ke Jhuthi Mohabbat Ki Kasme
Jaalim Ne Mujhko Kiya Apne Bas Me
Itane Me Aayi Najar Aur Machhali
Itane Me Aayi Najar Aur Machhali
Sab Tod Baitha O Chahat Ki Rasme
Rah Gayi Tadap Ke Main Bich Bazaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar

Kya Kya Us Machhli Ko Dega Ab Dhokhe
Kya Kya Us Machhli Ko Dega Ab Dhokhe
Usko Bhi Chahat Jatayega Ro Ke
Jab Fir Tera Bhed Aakhir Khulega
Tadpega Ek Din Tu Barbaad Hoke
Tadpega Ek Din Tu Barbaad Hoke
Tere Bhi Dil Par Chalegi Kataar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar

Ho Ke Kisi Ki Najar Ka Shikaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
Jaan Gayi Rama Main Duniya Ka Pyaar
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya
He Bhaiya Ho Ho
He Bhaiya

Share your thoughts

Shamshad begum ke gane, Shamshad begum. timir baran, Shamshad begum, Shamshad begum songs, Film madhur milan (1955), Music bulo c rani lyrics s h bihari, Dil ke aramaan aansuon me bah gaye lyrics, Jeevan se bhari teri aankhein with lyrics, Bolan di lod nai nikka zaildar, Shamshad, Ali ali karky main kashti banai ay, Madhur, Hai door badi door thikana mohammad rafi film madhur milan (1955) music bulo c rani, Sadhu bhai, Aruna irani, Bolan di lod nai