Jamuna Kinare Baje Shyaam Ki Basuriya
Shyam Ki Basuriya Baje Shyam Ki Basuriya
Shyam To Hai Radha Ka Baanvra
Shyam To Hai Radha Ka Baanvra
O O Kanha Ke Rang Rangi Radha Banwariya
Radha Ke Rang Ranga Sanvra
Radha Ke Rang Ranga Sanvra
Jamuna Kinare Baje Shyaam Ki Basuriya
Shyam Ki Basuriya Baje Shyam Ki Basuriya
Gokul Me Gokul Me
Shor Macha Shor Macha
Kaha Gayi Gwalan Ki Chhoriya
Kaha Gayi Gwalan Ki Chhoriya
Ghar Aangan Ghar Aangan
Bisra Ke Bisra Ke
Mohan Sang Raas Rache Goriya
Mohan Sang Raas Rache Goriya
Ho O Sab Me Samaake Sabse Aankhiya Churake
Raadha Ke Sang Chala Saawara
Saawara Saawara Saawara Saawara
Jamuna Kinare Baje Shyaam Ki Basuriya
Shyam Ki Basuriya Baje Shyam Ki Basuriya
Radha Ki Radha Ki
Payal Se Payal Se
Bandhi Jaise Murali Ki Taan Re
Bandhi Jaise Murali Ki Taan Re
Kanha Ki Kanha Ki
Murli Me Murli Me
Base Jaise Radha Ke Praan Re
Base Jaise Radha Ke Praan Re
O O O Radha Ke Jaisi Koi Duji Na Premika
Kanha Sa Premi Nahi Dusra
Saawara Saawara Saawara Saawara
Jamuna Kinare Baje Shyaam Ki Basuriya
Shyam Ki Basuriya Baje Shyam Ki Basuriya
Jamuna Kinare Baje Song Lyrics from the movie/album Shyam Tere Kitne Naam released in the year 2018. The song Jamuna Kinare Baje was sung by Jaspal Singh, Aarti Mukherjee. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts