Jalwanuma Song Lyrics from the movie/album Ghost released in the year 2015 starring Shiney Ahuja, Sayali Bhagat. The song Jalwanuma was sung by Akram Sabri, Toshi Sabri. This movie/album was directed by Puja Jatinder Bedi. The music was given by Sharib Sabri, Toshi Sabri. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to T-Series

Jalwanuma Lyrics

Teri Saadgi
Teri Dilkashi
Teri Baat Aaye Na
Aisa Kabhi Hota Nahi
Teri Yaad Aaye Na
Teri Yaadon Mein Hoon Khoya
Kayi Raaton Se Na Soya
Raha Tanha Hassa Roya
Ho..
Jalwanuma Tu Har Jagah
Tu Har Kahin Hai Jaana
Tere Bina Jeena Mera
Mumkin Nahi Hai Jaana
Mere Khyaalon Mein Tu
Dil Ke Sawalon Mein Tu
Armaan Hai Mujh Mein Bus Tera

Shab Ke Andheron Mein Tu
Din Ke Ujaalon Mein Tu
Har Lamha Tujhse Hai Juda
Jab Shaam Dhale
Har Saans Jale
Na Zor Chale Mera
Jalwanuma Tu Har Jagah
Tu Har Kahin Hai Jaana
Tere Bina Jeena Mera
Mumkin Nahi Hai Jaana
Khwaabon Ki Baarish Mein Tu
Jeene Ki Khwaaish Mein Tu
Behte Labon Mein Tu Rawaan
Fitrat Iraadon Ki Tu
Hasrat Hai Raaton Ki Tu
Subah Ki Tu Hi Iltaja
Hai Dil Ki Sadaa
Ab Door Na Ja
Tu Chaino Sukoon Mera
Jalwanuma Tu Har Jagah
Tu Har Kahin Hai Jaana
Tere Bina Jeena Mera
Mumkin Nahi Hai Jaana
Jalwanuma Tu Har Jagah
Tu Har Kahin Hai Jaana
Tere Bina Jeena Mera
Mumkin Nahi Hai Jaana.

 

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sabri, Sayali bhagat, Ghost, Ghost shiney ahuja, Shiney ahuja, Sharib toshi, Ghost trailer shiney ahuja, Jalwanuma, Salaame salaame sayali bhagat, Toshi, Jalwanuma lyrics, Jalwanuma ghost, Jalwanuma ghost song, Ghost jalwanuma, Ghost jalwanuma full song, Sharib, Shiney ahuja (film actor), Toshi songs, Shiney, Aaja khatam sabr ghost 2012 bluray full song ft shiney ahuja, Ghost (mythical creature), Ghost hindi movie, Toshi sharib, Toshi shaarib, Ghost (film)