Aaj Agar Milan Ki Raath Hoti
Jaane Kya Baath Hoti
To Kya Baath Hoti
Suntey Hain Jab Pyar Ho Toh
Diye Jal Uthtey Hain
Tan Mein Man Mein Aur Nayan Mein
Diye Jal Uthtey Hain
Aaja Piya Aaja
Aaja Piya Aaja Ho
Naa Ja Piya Aaja
Teri Hi Terey Hi Liye, Jaltey Diye
Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein
Zindagani Bithani Tere Saaye Mein Saaye Mein
Kabhi Kabhi..
Kabi Kabi Aisse Diyon Se
Lag Bhi Jaati Aag Bhi
Aaa..
Dhuley Dhuley Se Anchalon Pe
Lag Hain Jaatey Raag Bhi
Hain Virano Mein Badalte
Dekhe Man Ke Baag Bhi
Sapno Mein Shringar Ho To
Diye Jal Uthtey Hain
Kwahishon Ke Aur Sharam Ke
Diye Jal Uthtey Hain
Aaja Piya Aaja Teri Hi Tere Hi Liye
Jaltey Diye
Bithani Tere Saaye Mein, Saaye Mein
Mera Nahin..
Mera Nahin Hai Woh Diya Jo
Jal Raha Hai Mere Liye
Meri Taraff Kyon Ye Ujaale
Aaye Hain Inko Rokiye
Yoon Begani Roshni Mein
Kab Talak Koi Jiye
Saanson Mein Jankaar Ho To
Diye Jal Uthtey Hain
Jhanjaron Mein Kangano Mein
Diye Jal Uthtey Hain
Aaja Piya Hmm.. Jalte Diye
Bithani Tere Saaye Mein, Saye Mein
Zindagani Bithani Tere Saye Mein Saaye Mein
Saaye Mein Saaye Tere..
Saaye Mein Tere, Bithani Zindagani
Saaye Mein Saaye Tere..
Saaye Mein, Bithani Zindagani
Jalte Diye Song Lyrics from the movie/album Prem Ratan Dhan Payo released in the year 2015 starring Salman Khan, Sonam Kapoor. The song Jalte Diye was sung by Vineet Singh, Anwesshaa. This movie/album was directed by Sooraj R. Barjatya. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts