Jalte Diye Song Lyrics from the movie/album Prem Ratan Dhan Payo released in the year 2016 starring Anupam Kher, Salman Khan. The song Jalte Diye was sung by Anwesha, Vineet Singh. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to T Series

Jalte Diye Lyrics

Aaj Agar Milan Ki Raat Hoti
Jaane Kya Baat Hoti
To Kya Baat Hoti

Sunte Hain Jab Pyaar Ho Toh
Diye Jal Uthte Hain
Tan Mein, Mann Mein, Aur Nayan Mein
Diye Jal Uthte Hain

Aaja Piya Aaja
Aaja Piya Aaja Ho..
Naa Ja Piya Aaja
Teri Hi Tere Hi Liye, Jalte Diye
Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein
Zindagani Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein

Kabhi Kabhi..
Kabhi Kabhi Aise Diyon Se
Lag Bhi Jaati Aag Bhi

Aa…
Dhule Dhule Se Aanchalon Pe
Lag Hain Jaate Raag Bhi
Hain Viraano Mein Badalte
Dekhe Mann Ke Baag Bhi

Sapno Mein Shringar Ho To
Diye Jal Uthte Hain
Khwahishon Ke Aur Sharam Ke
Diye Jal Uthte Hain

Aaja Piya Aaja Teri Hi, Tere Hi Liye
Jalte Diye..
Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein

Mera Nahin..
Mera Nahin Hai Woh Diya Jo
Jal Raha Hai Mere Liye
Meri Taraf Kyun Ye Ujaale
Aaye Hain Inko Rokiye

Yoon Begaani Roshni Mein
Kab Talak Koi Jiye

Saanson Mein Jhankaar Ho To
Diye Jal Uthte Hain
Jhanjharon Mein Kangano Mein
Diye Jal Uthte Hain

Aaja Piya Hmmm…
Jalte Diye
Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein
Zindagani Bitani Tere Saaye Mein, Saaye Mein

Saaye Mein Saaye Tere..

(Saaye Mein Tere.. Bitani Zindagani..)

Saaye Mein Saaye Tere..

Saaye Mein.. Bitani Zindagani..

Share your thoughts

Prem ratan dhan payo, Sonam kapoor, Himesh reshammiya, Prem ratan dhan payo songs, Himesh reshammiya (film actor), Jalte diye prem ratan dhan payo, Sonam kapoor (film actor), Himesh reshammiya and jalte diye, Salman khan, Prem ratan dhan payo song, Sonam kapoor prem ratan dhan payo, Prem ratan dhan payo video song, Salman khan songs, Prem ratan dhan payo trailer, Prem ratan dhan payo full movie