Akhabaaro mein dikhate hain
Roj subah ghar se ye nikalte hai
Insaano mein har dil mein
Jalte jalte jalte raawan
Jalte jalte jalte raawan
Har taraf ugti deewaarein kya karein
Pairo ke niche dabte aasmaano mein
Dekhte dekhte kho gaye sapne
Saanson ki kachchi dori se
Banti hai simaaye
Aankhon ke behte paani pe
Bikati hai aashaayein
Gehre gehre is shehar ke maayino ke bhanvar
Gehre gehre is shehar ke maayino ke bhanvar
Dekhte dekhte kho gaye sapne
Akhabaaro mein dikhate hain
Roj subah ghar se ye nikalte hai
Insaano mein har dil mein
Jalte jalte jalte raawan
Jalte jalte jalte raawan
Har taraf ugti deewaarein kya karein
Pairo ke niche dabte aasmaano mein
Dekhte dekhte kho gaye sapne
Akhabaaron mein
| Movie | Sarkar Raj |
| Singer | Abhishek |
| Director | Ram Gopal Varma |
| Music Composer | Bapi Tutul |
| Lyricist | Prashant Pandey |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Govind Namdeo, Tanisha Mukherjee, Victor Banerjee, Supriya Pathak, Sayaji Shinde, Dilip Prabhawalkar, Upyendra Limaye, Rajesh Shringapure, Shishir Sharma, Ravi Kale, Javed Ansari, Sumeet Nijhawan |

