Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Song Lyrics from the movie/album Fariyaadi released in the year 2016 starring Rahman, Shakuntala. The song Jal Jal Ke Shama Ki Tarah was sung by Mohammed Rafi. The music was given by B.N. Bali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Lyrics

Jal Jal Ke Shama Ki Tarah
Friyaad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna

Mushkil Hai Bahut Pyar
Ki Duniya Ko Bachana
Bedard Zamane Ka
Tarika Hai Purana
Jo Payar Bhara Dil
Kabhi Aabad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna
Jal Jal Ke Shama Ki Tarah
Friyaad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna

Aaksah Ki Choti Pe
Mahal Hamne Banaya
Duniaya Se Bahut Dur
Jaha Apna Banaya
Kismat Na Magar Chaha
Hamesha Yeh Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna
Jal Jal Ke Shama Ki Tarah
Friyaad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna

Ab Apne Khayalo Mein
Mujhe Tum Na Basana
Bhule Se Kabhi Tum
Mere Sapno Me Na Aana
Gar Dil Mein Uthe Dard To
Fariyaad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna
Jal Jal Ke Shama Ki Tarah
Friyaad Na Karna
Main Yaad Bhi Aau To
Mujhe Yaad Na Karna.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Jal jal ke shama ki tarah mohammad rafi film fariyaadi, Mohammed rafi, Jal jal ke shama ki tarah, Mohammed rafi shama parwana beqarar hai koi with dialogues, Jal jal ke shama ki tarah mohammad rafi film fariyaadi (1953) music b n bali lyrics muzaffar orkazai, Tere husn ki kya tarif karun lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi tere husn ki kya tarif karun, Pramodini fariyadi nazron se nazar ka takrana, Mohammad rafi, Tere husn ki kya tarif karun lyrics