Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Kitne Pate Ki Baat Ek Diwana Keh Gaya
Kitne Pate Ki Baat Ek Diwana Keh Gaya
Diwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Mujhko To Sabki Pyas Bujhane Se Kaam Hai
Mujhko To Sabki Pyas Bujhane Se Kaam Hai
Hotho Tak Aake Raz Ye Pemana Keh Gaya
Pemana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Deta Na Apni Ful Jo Duniya Ke Baag Ko
Deta Na Apni Ful Jo Duniya Ke Baag Ko
Aawad Me Bhi Hota Ye Wirana Keh Gaya
Wirana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Aayi Subh To Aakhri Tara Bhi Tut Ke
Aayi Subh To Aakhri Tara Bhi Tut Ke
Kaesi Kati Hai Raat Ye Afsana Keh Gaya
Afsana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Kitne Pate Ki Baat Ek Diwana Keh Gaya
Diwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Parwana Keh Gaya
Jal Ja Parayi Aag Me Song Lyrics from the movie/album Maa Baap released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Kamini Kadam. The song Jal Ja Parayi Aag Me was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by V M Vyas. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan
Share your thoughts