Jaiye Jaiye Huzur Song Lyrics from the movie/album Bandish (1969). The song Jaiye Jaiye Huzur was sung by Krishna Kalle, Mohammad Rafi. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Akmal Hyderabadi

Jaiye Jaiye Huzur Lyrics

(Jaiye Jaiye Huzur
Aap Ko Kis Ne Roka Hai) – (2)
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Chhodiye Chhodiye Huzur
Hath Mera Kyun Thama Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Jaiye Jaiye Huzur

(Kijiye Pyar Ki Bate
Dekhiye Sath Hasin Hai) – (2)
Aap Se Pyar Ki Bate
Kya Koi Aur Nahi Hai
Ae Magrur Sara Ye Gurur – 2
Char Ghadi Ka Hai
Jaiye Jaiye Huzur
Aap Ko Kis Ne Roka Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Chhodiye Chhodiye Huzur

(Aa Gayi Aaj Qayamat
Lag Gai Sath Musibat) – (2)
Kar Gaye Aap Shikayat
Hai Yehi Chiz Mohabbat
(Maan Nahi Maan
Mai Tera Mehman) – (2)
Khub Tamasha Hai
Chhodiye Chhodiye Huzur
Hath Mera Kyun Thama Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Jaiye Jaiye Huzur

(Ho Gaya Pyar Ka Wada
Pad Gayi Pyar Ki Bandish) – (2)
Kaun Se Pyar Ka Wada
Kaun Se Pyar Ki Bandish
Aise Anjan Honay Se Kahi – 2
Pyar Bhi Chhupta Hai
Jaiye Jaiye Huzur
Aap Ko Kis Ne Roka Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Chhodiye Chhodiye Huzur
Hath Mera Kyun Thama Hai
Wo Rahi Aap Ki Manzil
Aur Ye Mera Rasta Hai
Jaiye Jaiye Huzur

Share your thoughts

Krishana kalle | bandish 1969, Jaiye jaiye huzoor | mohammed rafi & krishna kalle | music- usha khanna | bandish, 1969 film -jaiye jaiye huzoor | mohammed rafi & krishna kalle | music- usha khanna., Jaiye jaiye huzur aapko kisne roka hai | new version | mohammed, Mohammed rafi bandish jaiye jaiye huzoor, Jaiye jaiye huzoor mohammed rafi krishna kalle film bandish music usha khanna, Mohammad rafi | o.p. nayyar | naya dau, Chaand sa chehra raat si zulfen | mohammed rafi