Jaha Kahee Dipak Jalata Hai Lyrics | Pooja | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Jaha Kahee Dipak Jalata Hai Lyrics | Pooja | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

??jahan kahin dipak jalta hai
Waha patanga bhi aata hai
Preet ki reet yahi hai murakh
Tu kaahe ghabrata hai
Parwaane ki naadani par duniya hansti hai to hanse
Pyaar ki mithi aag me premi hanste hanste jal jaata hai

Jo ek baar kah do ke tum ho humaare
To badle ye duniya badle nazaare
Jo ek baar kah do ke tum ho humaare
To badle ye duniya badle nazaare
Jo ek baar kah do

Aakash me
Aakash me chand taare hanse
Humaare hi dil me andhera base
Nigaaho ki galiyo me chori se aake
Jo tum muskuraao to khil jaayen taare
Jo ek baar kah do

Suhaani hai ye
Suhaani hai ye jindagi pyaar se
Hai murakh jo pachhataye dil haar ke
Ye baaji hai duniya me sabse niraali
Jo haare so jeete jo jeete vo haare
Jo ek baar kah do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *