Jagi Jagi Raato Me Song Lyrics from the movie/album Tu Hi Tu (Album). The song Jagi Jagi Raato Me was sung by Pooja Shrivastava. The music was given by Miten Chhadva. The lyrics were Penned by Bhupen Chhadva

Jagi Jagi Raato Me Lyrics

(Jagi Jagi Raato Me Nindiya Saja Ke
Aankho Ka Satarangi Sapna Dikha Ke) – (2)
Kirno Ka Kangana Chand Ki Bindiya – 2
Na Jane Kab Wo Mujhko Pehna Ke Le Gaya
Le Gaya Koi Mujhko Apna Bana Ke – 2
Le Gaya Koi Mujhko Isse Bana Ke – 2

(Iska Pata Na Chala Iski Khabar Na Hui
Kab Jaan Meri Ek Uski Nazar Hui) – (2)
Hawa Ki Tarha Wo Chupke Se Aake
Sanso Ki Apni Khushbu Bana Ke
Kirno Ka Kangana Chand Ki Bindiya – 2
Na Jaane Kab Wo Mujhko Pehna Ke Le Gaya
Le Gaya Koi Mujhko Apna Bana Ke – 2
Le Gaya Koi Mujhko Isse Bana Ke – 2

(Uske Khayalo Me Rehti Hu Dubi Jaise
Koi To Bataye Mere Sang Hua Ye Kaise) – (2)
Aisi Waisi Baate Wo Mujhko Padha Kar
Mujhse Hi Mere Wo Dil Ko Nikha Ke
Kirno Ka Kangana Chand Ki Bindiya – 2
Na Jaane Kab Wo Mujhko Pehna Ke Le Gaya
Le Gaya Koi Mujhko Apna Bana Ke – 2
Jagi Jagi Raato Me Nindiya Saja Ke
Aankho Ka Satrangi Sapna Dikha Ke
Kirno Ka Kangana Chand Ki Bindiya – 2
Na Jane Kab Wo Mujhko Pehna Ke Le Gaya
Le Gaya Koi Mujhko Apna Bana Ke – 2
Le Gaya Koi Mujhko Isse Bana Ke – 2

Share your thoughts

No Keywords