Jab Tum Hi Chali England Lyrics  | Meri Asha | Nihal, Shanta Kunwar | Agha Sarwar | K. N. Rao

Jab Tum Hi Chali England Lyrics | Meri Asha | Nihal, Shanta Kunwar | Agha Sarwar | K. N. Rao

Jab tum hi chali england
Bajaa kar band
Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara

Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara
Jab yaad tumhaari aayegi
Jab yaad tumhaari aayegi
Bazaron mein le jaayegi
Bazaron mein le jaayegi
Sadkon pe ye gaayega dard o maara
Bambai mein kaun hamaara
Sadkon pe ye gaayega dard o maara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara

Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Jab laut ke waapis aaogi ee ee
Jab laut ke waapis aaogi
Kis kaam ki tum reh jaaogi
Kis kaam ki tum reh jaaogi
Reh jaayega ye lut ke joban saara
Bambai mein kaun hamaara
Reh jaayega ye lut ke joban saara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara

Jab tum hi chali england
Bajaa kar band o mohan taara
Bambai mein kaun hamaara
Hoy bambai mein kaun hamaara.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *