Jab Suna Suna Tumhen Song Lyrics from the movie/album Dhanak released in the year 2016 starring Ashok Khosla. The song Jab Suna Suna Tumhen was sung by Ashok Khosla. The music was given by Ashok Khosla. The lyrics were Penned by Neeraj Shrivastava. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Jab Suna Suna Tumhen Lyrics

Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna
Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna
Tum Mujhe Bulana Main
Ghunjan Ban Aaunga
Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna

Jis Din Tak Baghiyan Mein
Bhanwaro Ki Rahe Bheed
Uss Din Tum Mat Aane
Dene Mujhe Paas
Jis Din Tak Bulbul
Gaati Rahe Baharo Ko
Uss Din Tak Mat Puchhana
Main Kyun Hun Udaas
Lekin Jis Din Path Par
Sapno Ki Dhul Udde
Lekin Jis Din Path Par
Sapno Ki Dhul Udde
Tum Mujhe Bulana Main
Chandan Ban Aaunga
Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna

Mera Mann To Hain Kaid
Kafan Ke Ghunghat Mein
Tann Marghat Ke Hatho
Ka Ek Khilona Hain
Ye Meri Saanse Meri
Hi Zanjeere Hain
Kuchh Ghyat Nahi Is Jagah
Mujhe Kab Sona Hai
Iss Par Bhi Yadi Shringaar
Tumhen Mera Bhaye
Iss Par Bhi Yadi Shringaar
Tumhen Mera Bhaye
Tum Mujhe Bulana Main
Darpan Ban Aaunga
Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna

Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna
Tum Mujhe Bulana Main
Ghunjan Ban Aaunga
Jab Suna Suna Tumhen
Lage Jeevan Apna.

Share your thoughts

Ashok khosla, Asha bhosle songs, Divya khosla kumar, Asha bhosle naughty song, Divya khosla kumar hot, Divya khosla short film, Divya khosla kumar dance, Bulbul divya khosla kumar, Divya khosla kumar movies, Divya khosla kumar new movie, Bulbul teaser divya khosla kumar, Dekhne mein bhola hai, Uska hi banana lyrics, Hate story 3 tumhe apna banane ka, Tumhe apna banane ka, Tumhe apna banane ka song, Tumhe apna banane ki kasam, Tumhe apna banae ka full song