Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam Meri Song Lyrics from the movie/album Dahek released in the year 2018 starring Akshaye Khanna, Sonali Bendre. The song Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam Meri was sung by Udit Narayan, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Lateef Binny. The music was given by Aadesh Shrivastava, Anand Milind. The lyrics were Penned by Shyam

Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam Meri Lyrics

Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam
Meri Aankho Me Tum
Meri Nindo Me Tum
Mere Khwabo Me Tum Ho
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam
Meri Aankho Me Tum
Meri Nindo Me Tum
Mere Khwabo Me Tum Ho
Jab Se Tumhe Maine Jana Sanam
Jab Se Tumhe Maine Jana Sanam
Meri Dhadkan Me Tum
Meri Sanso Me Tum
Meri Yado Me Tum Ho
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam

Mere Khayalo Me Thi Kab Apsara Ya Pari
Mere Khayalo Me Thi Kab Apsara Ya Pari
Chahat Thi Jiski Mujhe Tum Toh Ho Bilkul Wahi
Jab Se Tumhe Maine Chaha Sanam
Jab Se Tumhe Maine Chaha Sanam
Mere Gito Me Tum
Meri Bato Me Tum
Meri Rato Me Tum Ho
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam

Tum Ho Mohabbat Meri Tum Meri Divangi
Tum Ho Mohabbat Meri Tum Meri Divangi
Mere Siwa Abb Tumhe Koyi Bhi Dekhe Nahi
Jab Se Tumhe Maine Socha Sanam
Jab Se Tumhe Maine Socha Sanam
Meri Chaho Me Tum
Meri Raho Me Tum
Meri Baho Me Tum Ho
Jab Se Tumhe Maine Dekha Sanam
Meri Aankho Me Tum
Meri Nindo Me Tum
Mere Khwabo Me Tum Ho


Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Jabse tumhe maine dekha sanam, Anuradha paudwal, Jab se tumhein maine dekha sanam, Jab se tumhe maine dekha sanam by azam baig, Udit narayan anuradha paudwal songs, Jab se tumhe maine dekha sanam video, Jab se tumhe maine dekha sanam full song hd 1080p, Jab se tumhein maine dekha, Movie: dahek -1999 singer: anuradha paudwal, Udit narayan, Udit narayan lyricist: shyam raj music: aadesh shrivastava, Dahek, Jab se tumhein dekha sanam jhankar, Jab se tumhein dekha sanam