Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee Lyrics | Changez Khan | Lata Mangeshkar | Hansraj Behl

Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee Lyrics | Changez Khan | Lata Mangeshkar | Hansraj Behl

Jab raat nahi katati
Ek raat nahi katati
Jindagi kaise kategi

Jo aag lagi dil me
Ashko ne bujhayi hai
Jo aag lagi dil me
Ashko ne bujhayi hai
Ashko ne bujhayi hai
Ashko ne jo bhadakayi aag woh kaise bujhegi
Jab raat nahi katati
Ek raat nahi katati
Jindagi kaise kategi

De-de ke hame aansu
Yeh duniya khushi mange
De-de ke hame aansu
Yeh duniya khushi mange
Yeh duniya khushi mange
Jo shakh se tuti ho
Kali woh kaise khilegi
Jab raat nahi katati
Ek raat nahi katati
Jindagi kaise kategi

Ai dard jara dam le
Marne ki duwa kar lu
Ai dard jara dam le
Marne ki duwa kar lu
Marne ki duwa kar lu
Gar ham na mite ai dil
Maut phir kaise jiyegi
Jab raat nahi katati
Ek raat nahi katati
Jindagi kaise kategi
Jab raat nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *