Jab kisi se koi gila rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Samne apne aaina rakhna
Samne apne aaina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Yu ujalo se wasta rakhna
Shamma ke paas hi hawa rakhna
Ghar ki taameer chahe jaisi ho
Isme rone ki jageh rakhna
Masjide hai namaaziyo ke liye
Apne ghar me kahi khuda rakhna
Milan-julna jahan zaruri ho
Milne-julne ki hauslaa rakhna

