Jab Jab Tu Mere Samane Aaye Song Lyrics from the movie/album Shyam Tere Kitne Naam released in the year 2015 starring Bharat Bhushan, Nana Palsikar. The song Jab Jab Tu Mere Samane Aaye was sung by Jaspal Singh. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jab Jab Tu Mere Samane Aaye Lyrics

Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Mann Ka Sayam Tuta Jaye
Mann Ka Sayam Tuta Jaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye

Bikhri Alke Jhuki Jhuki Palke
Aachal Mein Ye Rup Chupaye
Bikhri Alke Jhuki Jhuki Palke
Aachal Me Ye Rup Chupaye
Aise Aaye Chui Mui Si
Aise Aaye Chui Mui Si
Najar Se Chulu To Kumlaye
Mann Ka Sayam Tuta Jaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye

Kanchan Sa Tan Kaliyo Sa Man
Ang Ang Amrit Chalkaye
Kanchan Sa Tan Kaliyo Sa Man
Ang Ang Amrit Chalkaye
Jata Bachpan Aata Yowan
Jata Bachpan Aata Yowan
Jane Kaisi Pyas Jagaye
Mann Ka Sayam Tuta Jaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye

Sach Ho Apne Milan Ke Sapne
Sinduri Wo Rat Bhi Aaye
Sach Ho Apne Milan Ke Sapne
Sinduri Wo Rat Bhi Aaye
Tu Mere Aangan Jhume Jaise
Tu Mere Aangan Jhume Jaise
Nadiya Sagar Me Lahraye
Mann Ka Sayam Tuta Jaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye
Jab Jab Tu Mere Samne Aaye.

Share your thoughts

Shyam tere kitne naam, Shyam tere kitne naam 1976, Jaspal singh, Ravindra jain, Bharat bhushan, Ravindra jain songs, Jab tak pure na ho phere saat lyrics, Shyam tere kitne naam full hindi movie, Shyam tere kitane naam hindi movies, Shayam tere kitane naam movie scenes, Shyam tere kitne naam songs, Shyam tere kitane naam, Jaspal singh hindi songs, Bharat bhushan movie scenes, Jaspal singh songs, Ravindra jain ramayan songs, Jab tak pure na ho phere saat song