Khwaab Mein Tere Saaye Nind Se Bhi Jagaye
Teri Baaho Ko Chum Le Ye Aake Bhi
Chain Dil Ko Na Aaye Yaad Teri Sataye
Teri Khushbu Se Bheeg Jaye Saanse Bhi
Tujhpe Dil Ye Fida Hai Tu Hi Mujh Mein Raha Hai
Anjane Mein Jane Ye Kaise Gul Khile
Jab Jab Dil Mile
Hungama Ho
Hungama Ho
O Ishq Mein Khona Pana Soch Ke Na Dil Lagana
Khwaab Mein Neende Kho Kar Bhi Ye Dil Jage
Muft Mein Aana Jana Kaam Dil Ka Dil Churana
Dil Ki Raaho Mein Dhundh Le Tu Manzile
Use Dard-e-dil Mila Hai Is Ka Jo Har Maja Le
Mit Jaye Anchahe Se Khud Hi Faasle
Jab Jab Dil Mile
Hungama Ho
Ho Jayega
Ishq To Sab Kuch Bhula De Ishq Wo Dil Ko Nasha De
Ishq Mein Jo Jee Liya Hai Ye Jahan Us Ko Mila Hai
Wahi To Sabse Juda Hai
Us Ke Sang Hi Khuda Hai
Jab Apni Marzi Se Hi Ye Jyot Jale
Jab Jab Dil Mile
Hungama Ho
Khwaab Mein Tere Saaye Nind Se Bhi Jagaye
Teri Baaho Ko Chum Le Ye Aake Bhi
Chain Dil Ko Na Aaye Yaad Teri Sataye
Teri Khushbu Se Bheeg Jaye Saanse Bhi
Tujhpe Dil Ye Fida Hai Tu Hi Mujh Mein Raha Hai
Anjane Mein Jane Ye Kaise Gul Khile
Jab Jab Dil Mile
Hungama Ho Jayega
Hungama Ho Jayega
Jab Jab
Jab Jab Dil Mile (Remix) Song Lyrics from the movie/album Knock Out released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Kangna Ranaut. The song Jab Jab Dil Mile (Remix) was sung by Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Mani Shankar. The music was given by Gourov Dasgupta. The lyrics were Penned by Panchhi Jalonvi
Share your thoughts