Jab Dil Hi Tut Gayaa Lyrics | Shahjehan | Kundan Lal Saigal | Naushad

Jab Dil Hi Tut Gayaa Lyrics | Shahjehan | Kundan Lal Saigal | Naushad

Jab dil hi tut gaya
Jab dil hi tut gaya
Ham ji ke kya karenge
Ham ji ke kya karenge
Jab dil hi tut gaya
Jab dil hi tut gaya

Ulfat ka diya hamne is dil me jalaya tha
Ulfat ka diya hamne is dil me jalaya tha
Ummid ke phulo se is ghar ko sajaya tha
Ummid ke phulo se is ghar ko sajaya tha
Ik bhedi lut gaya
Ik bhedi lut gaya
Ham ji ke kya karenge
Ham ji ke kya karenge
Jab dil hi tut gaya

Maalum na tha itni
Mushkil hai meri raahe
Mushkil hai meri raahe
Maalum na tha itni
Mushkil hai meri raahe
Mushkil hai meri raahe
Arman ke bahe aansu
Hasrat ne bhari aahe
Arman ke bahe aansu
Hasrat ne bhari aahe
Har sathi chhut gaya
Har sathi chhut gaya
Ham ji ke kya karenge
Ham ji ke kya karenge
Jab dil hi tut gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *