Jab dil churaye koi
Apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaye phir juda
Jab dil churaye koi
Apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaye phir juda
Chahat ke sab afsane
Dil jinko sach hi mane
Banke woh reh jate hai ek ansuni sada
Ho kyun dekhe hamne chahat ke sapne
Dil sochta hai aur rota hai jaar jaar
Jab dil churaye koi
Apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaye phir juda
Yeh duriya dil ki
Majburiya dil ki
Sach hai magar phir bhi mane naa dil mera
Bhigi si aankho me
Suni si raho me
Ham le chale hain kitni yado kaa karva
Ho abb mann hi mann me
Divanepan me
Dil sochta hai aur rota hai jaar jaar
Jab dil churaye koyi
Apna banaye koi
Sapne dikhaye aur ho jaye phir juda
Jab dil churaye koyi
Dil me tamanna hai
Dil me irade hain
Khwabo ke mele lekar jaye bhi toh kahan
Kuchh tum naa keh sake
Kuchh ham naa keh sake
Jane kyun ho jati hai khamosh yeh juban
Ho kya dil ko ho gaya
Kya dil kaa kho gaya
Dil sochta hai aur
Rota hai jaar jaar
Jab dil churaye koyi
Apna banaye koyi
Sapne dikhaye aur ho jaye phir juda
Chahat ke sab afsane
Dil jinko sach hi mane
Banke woh reh jate hai ek ansuni sada

