Jab Bhi Ciggaret (Jazz) Lyrics | No Smoking | Adnan Sami | Vishal Bhardwaj

Jab Bhi Ciggaret (Jazz) Lyrics | No Smoking | Adnan Sami | Vishal Bhardwaj

Hai talab talab hai talab talab besabab besabab
Phir talab hai talab
Shaam hone lagi hai
Shaam hone lagi
???? hone lagi hai
Hone lagi
Jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu
Aag pe paav padta hai
Kambakht dhuve mein chalta hu
Jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu

Phir kisine jalayi ek diya salayi
Phir kisine jalayi ek diya salayi
Aasma jal utha hai
Shaam mein raakh udayi
Uble jaisa sulagta hu
Kambakht dhuve mein chalta hu

Lambe dhaage dhuve ke
Lambe dhaage dhuve ke
Saans silne lage hai
Pyas ujadi hui hai
Honth chhilne lage hai
Shaam hone lagi hai
Shaam hone lagi
Kaal hone lagi hai
Kaal hone lagi

???hai dhuva jo nikalta hu
Kambakht dhuve mein chalta hu
Jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu
Aag pe paav padta hai
Kambakht dhuve mein chalta hu
Jab bhi cigarette jalti hai main jalta hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *