Jaanwaro Me Seedha Sadha Lyrics | Kora Anchal | Usha Mangeshkar | Roshanlal Khatri

Jaanwaro Me Seedha Sadha Lyrics | Kora Anchal | Usha Mangeshkar | Roshanlal Khatri

Jaanwaro me sidha saadha
Ye hai ek jo paaya
Jaanwaro me sidha saadha
Ye hai ek jo paaya
Mehant karta rahta
Jo bhi laado wahi ladaya
Samjh me aaya tullu ji
Nahi aaya

Kuda karkat ghaas paat
Jo bhi paaya so khaya
Kuda karkat ghaas paat
Jo bhi paaya so khaya
Dil ka saccha akal ka kaccha
Ye prabhu ki maya
Samjha me aaya
Haan aaya
To bolo kya hai
To bolo kya hai
Gadha

Faagun me khush hota hai vo
Par saawan me rota hai vo
Ale baab re ye to bahut rota hai
Dullu ji ye kyu rota hai
Faagun me sukha haryala uske najar na aaye
Sab kuch usne khaya samjh ke phula na samaaye
Saaf na paaye jidhar vo apni najar ghumaaye
Kuch bhi chara nahi usne aisa munh banaye
Aur mote mote ask bahaaye
To bolo kya hai
Kya hai
To bolo kya hai
Kya hai
Gadha

Insaano me bhi hote hai
Gadhe tumhe batlaaye
Jo apni aukaat ko bhule
Bolo to vo kya hai
Insaano me bhi hote hai
Gadhe tumhe batlaaye
Jo apni aukaat ko bhule
Bolo to vo kya hai
Aise gadhe ko kya samjhe
Ho chaand se aankh milaaye
Chaand chakor ka pyar jo ho to
Apni samjh me aaye
Gadha baawra chand se aankh milaaye
Chand se aankh milaaye
Gadha baawra
Baawra
Baawra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *