Jaanu Na Jaanu Na Lyrics | Utt Pataang | Ahan Shah, Shaan | Shamir Tandon

Aasmaan khula khula hawa mein rang ghula ghula – 2
Yeh jadu kya tune kiya sab lage kheela kheela
Janu na janu mein to janu na – 4

Chal raha zamin per aankh hai falak per
Wadiya hai faili har taraf yahan per
Gulabon se mehki fiza hi fiza
Yeh pyaar ka hai jaadoo
Haan mein janu haan – 2
Janu na janu mein to janu na – 2

Shuru hua jo safar na khatam ho umar bhar
Lage duniya anokhi deekhe jannat sa sehar
Tera hai nasha ehaas naya
Kya pyar ka hai jadu
Haan mein janu haan – 2
Janu na janu mein to janu na – 2
Aasmaan khula khula hawa mein rang ghula ghula – 2
Yeh jadu kya tune kiya sab lage kheela kheela
Janu na janu mein to janu na – 4

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *