Jaaneman Aap Humse Song Lyrics from the movie/album Anokha released in the year 2016 starring A.K. Hangal, Hercules. The song Jaaneman Aap Humse was sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Jugal Kishore. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Saawan Kumar Tak. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jaaneman Aap Humse Lyrics

Are Jaaneman Hoye Jaaneman
Aap Humse Mohabbat Na Kijiye
Jaaneman Aap Humse
Mohabbat Na Kijiye
Dekhiye Do Din Mein
Aap Ka Chehra Utar Gaya
Dekhiye Do Din Mein
Aap Ka Chehra Utar Gaya

Janabeman Ha Janabe Man
Ja Ke Ghar Aayina To Dekhiye
Janabeman Ja Ke Ghar
Aayina To Dekhiye
Chehra Hamara Ya Ke
Tumhara Utar Gaya
Chehra Hamara Ya Ke
Tumhara Utar Gaya
Jaaneman Janabeman
Oye Jaaneman Janabeman

Maine Jisko Pyar Se Dekha
Dekha Kabhi
Are Maine Jisko Pyar Se Dekha
Dekha Kabhi
Armaan Ban Ke
Armaan Ban Ke Us Ke
Dil Mein Utar Gaya
Humse Nazar Milane Ki
Humse Nazar Milane Ki
Aap Himmat Na Kijiye
Aap Himmat Na Kijiye

Achha Jo Teer Nazar
Jo Teer Nazar Chal Gaya
Dekhoge Mar Gaya
Jo Teer Nazar Chal Gaya
Dekhoge Mar Gaya

Jaaneman
Oye Jaaneman Aap Humse
Mohabbat Na Kijiye
Janabe Man
Ja Ke Ghar Aayina To Dekhiye
Jaaneman Janabeman

Dekh Aashiq Hai Mar Bhi Jayege
Dekh Aashiq Hai Mar Bhi Jayege
Leke Naya Janam Laut Aayege
Milange Tumhe Phir Sanam Hum
Milange Tumhe Phir Sanam Hum
Ishq Tumhi Se Hum Fermayege
Ishq Tumhi Se Hum Fermayege
Akadte Kya Ho Apni Jaat Dekho
Akadte Kya Ho Apni Jaat Dekho
Aur Badi Baat Dekho
Ishq Humse Karoge Kya Socha Hai
Ishq Humse Karoge Kya Socha Hai
Zara Dekho Ha Apni Aukat Dekha
Zara Dekho Ha Apni Aukat Dekha
Roti Rahogi Ha Raato Ko
Are Roti Rahogi Ha Raato Ko
Takiyo Se Lipat Lipat Ke
Takiyo Se Lipat Lipat Ke
Are Ishq Nahi Hai
Ishq Nahi Hai Aisa Nasha
Jo Chhad Ke Utar Gaya

Janabe Man Ha Janabe Man
Ja Ke Ghar Aayina To Dekhiye
Chehra Hamara Ya Ke
Tumhara Ka Utar Gaya

O Jaaneman
O Jaaneman Aap Humse
Mohabbat Na Kijiye
Dekhiye Do Din Mein
Aap Ka Chehra Utar Gaya
Janabeman Hoye Jaaneman
Janabeman Janabeman.

Share your thoughts

Mohammed rafi ke gane, Are jaaneman hoye jaaneman song, Mohammed rafi songs, Are jaaneman hoye jaaneman video song, Are jaaneman hoye jaaneman, Anokha movie, Anokha, Hindi gaane, Romantic songs, Old romantic song, Shatrughan sinha, Classic songs, Love songs, Movie songs, Hindi songs, Full video song, Old movie songs, Superhit songs, Bollywood songs, Bollywood old songs, Old song, Sad song, Hit songs, Party song