Meri duniya ko
Baharo se sajaya tumne
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Dil ke veerane ko
Gulzaar banaya tumne
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Chal raha tha main akela
Koi damasaaz na tha
Baat kahta kise dil ki
Koi humraaz na tha
Banke humraaz bhi
Ye raaz chhupaya tumne
Banke humraaz bhi
Ye raaz chhupaya tumne
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Koi sapna to nahi ho
Jise apna samjha
Jaan-e-jan samjha
Jise jaan-e-tamanna samjha
Saamne aake bhi
Parda na hataya tumne
Saamne aake bhi
Parda na hataya tumne
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho
Jaane tum kaun ho

