Jaane Mohabbat, Jaane Tamana Mujhko Tum Se Pyar Hai Lyrics | Saat Sawal | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Lala Sattar

Mera dil tumko mere dil ki tamana tumko
Mujhko duniya se garaz kya meri duniya tum ho
Jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
Pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai
Hi iman allah habibi hi iman allah habibi

Sathi tum ho manjil tum ho meri jaan mera dil tum ho
Pyar to tumse hona hi tha kyuki pyar ke kabil tum ho
Meri kismat tune badal di mujhko bhi ikrar hai
Pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
Hi iman allah habibi hi iman allah habibi

Pyar ne mera husn sawara mujhko apna kah ke pukara
Aakhir dam tak yaad rahega mujhko har ehsan tumhara
Jane wafa ab bujh na sakegi mujhko etbar hai
Pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
Hi iman allah habibi hi iman allah
Jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
Pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
Hi iman allah habibi hi iman allah habibi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *