Jaane Kyun Mujhe Abb Yun Lage Lyrics | Agreement | Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Jaane Kyun Mujhe Abb Yun Lage Lyrics | Agreement | Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Jane kyu mujhe ab yu lage
Pyar ke bina jina bhi hai saja
Jane kyu mujhe ab yu lage
Pyar ke bina jina bhi hai saja
O mere sathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sunle dil ki sada
Jane kyu mujhe ab yu lage
Pyar ke bina jina bhi hai saja

Jaga jo dard dil mein
Bechain ho gaya dil
Tu hi dawa hai dil ki
Aise mein pyar se mil
Ye dillagi banake rahi dil ki lagi
O mere sathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

Tanaha nahi katengi is jindagi ki rahe
Manjil tab milegi baho mein jab ho bahe
Jab tak rahe aaja sanam milake chale
O mere sathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Jane kyu mujhe ab yu lage
Pyar ke bina jina bhi hai saja
O mere sathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *