Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Log To Log Rahe Apne Se Sharmayi Ho
Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Kitne Sada Hun Magar Fir Bhi Bali Lagti Ho
Bhes Koi Bhi Sahi Ek Pari Lagti Ho
Kitne Sada Hun Magar Fir Bhi Bali Lagti Ho
Bhes Koi Bhi Sahi Ek Pari Lagti Ho
Jaise Diware Ajanda Se Uthar Aayi Ho
Log To Log Rahe Apne Se Sharmayi Ho
Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Sirf Sita Hi Nahi Kahta Hai Radha Tumko
Mera Ghar Tumse Hai Tumse Hai Sahara Hai Dil Ko
Sirf Sita Hi Nahi Kahta Hai Radha Tumko
Mera Ghar Tumse Hai Tumse Hai Sahara Hai Dil Ko
Dil Ka Tum Phul Khila Do Vahi Purvayi Ho
Log To Log Rahe Apne Se Sharmayi Ho
Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Baat Karti Ho Agar Sar Ko Jhuka Leti Ho
Laaz Ke Mare Pasine Me Naha Jati Ho
Baat Karti Ho Agar Sar Ko Jhuka Leti Ho
Laaz Ke Mare Pasine Me Naha Jati Ho
Mai To Khushal Hun Jis Roj Se Tum Aayi Ho
Log To Log Rahe Apne Se Sharmayi Ho
Jane Kis Rup Ki Jadu Bhari Parchayi Ho
Jaane Kis Roop Ki Song Lyrics from the movie/album Archana released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Mala Sinha. The song Jaane Kis Roop Ki was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Satpal. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts