Mujhko Bhoola De Tu
Yaadein Jala De Tu
Jaane De Yaara
Jeene De Yaara
Jaane De Yaara
Jaane De Yaara
Jeene De Yaara
Jaane De Yaara
Okay!
Yaad Aati Jo Teri
Woh Bas Zakhmon Ko Zinda Kare
Aankhein Batati Hai Teri
Tu Bas Raaz Chuninda Kahe
Main Kaise Karlu Tera Yakeen
Main Sambhla Nahi Ab Tak
Kiye Vaar Itne Mera Pyar
Tere Hathon Na Mara Jab Tak
Aur Aansuo Se Bhari Barishon Mein
Jo Dil Se Likhe Thhe Khat
Mera Zakham Dekh
Bhari Aashiqo Se Teri Mehfilon Ka
Sehma Har Shakhs
Jaane De Jaane De
Jaane De Jaane De
Jaane De Jaane De
Kabhi Kabhi Uss Aasman Mein
Dekh Kar Sochta Hoon
Kya Rishta Tha Hamara
Tu Chand Si Chamakti Rahi
Main Aaj Bhi Toota Taara
Na Phir Waqt Mila Na Hum Mile Na Dastoor
Bas Mila To Tere Saath Hone Ka Fitoor
Mujhse Nahi Dekha Jaata Yeh Haal Mera
Ab Bas Mujhe Jaane De Yaara..
Share your thoughts