Jaane Bhi De Song Lyrics from the movie/album Ishkq in Paris. The song Jaane Bhi De was sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. The music was given by Sajid-Wajid. The lyrics were Penned by Kausar Munir, Kumaar

Jaane Bhi De Lyrics

(Do Pal Ka Qissa Ho
Yaa Dil Ka Hissa Ban Gaye
Jaane Bhi De, Jaane Bhi De) – 2

Chal Dono Mill Ke Chhalte Rahenge
Raahon Ki Baahon Me Milte Rahenge
Kuch Tu Sunaao, Kuch Hum Kahenge
Dil Bhar Gaya Toh Hanske Kahenge

(Jaane Bhi De, Jaane Bhi De
Jaane Bhi De, Hmm Jaane Bhi De…) – 2

Ho Naa Ho Jaadu Chhalta Hai Koi
Tere Bhi Armaan Jhalta Hai Koi
Chhalne Bhi De Jhalne Bhi De
Sholon Mein Dil Jalne Bhi De
Chhalne Bhi De, Dhalne Bhi De
Palkon Pe Dil Palne Bhi De
Palkon Pe Milke, Sapne Bunenge
Kuch Tum Dikhaao Kuch Hum Chunenge
Jaane Bhi De, Jaane Bhi De
Jaane Bhi De, Hmm Jaane Bhi De

Thodi Si Humko Tumse Hui Hai
Tumko Bhi Hai Na Humse Hui Hai
Ulfat Bhi Uljhan Bhi Thodi Si Shararat Bhi
Sangat Bhi, Rangat Bhi Thodi Si Hararat Bhi
Mushqil Ko Milke Aasaan Karenge
Aao Naa Thodi Mohabbat Karenge

(Jaane Hi De Jaane Bhi De
Jaane Bhi De Hmm Jaane Bhi De) – 2

Share your thoughts

Ishkq in paris, Sunidhi chauhan, Sunidhi chauhan songs, Salman khan ishkq in paris, Ishkq in paris songs, Ishkq in paris movie promo, Preity zinta ishkq in paris, Ishq in paris, Sonu nigam, Ishk in paris, Ishq in paris trailer, Jaane bhi de ishq in paris, Saiyaan song ishkq in paris, Ishkq in paris audio songs, \ishkq in paris songs\, Ishkq in paris full songs, Ishkq in paris movie songs, Jaane bhi de song, Ishkq in paris (film), \ishkq in paris tailer\