Jaam Vo Hai Jo Bhar Ke Chhalakataa Hai (Pyaar Woh Hai Jo Aankho Se Jhalakata Hai) Lyrics | Sainik | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Jaam Vo Hai Jo Bhar Ke Chhalakataa Hai (Pyaar Woh Hai Jo Aankho Se Jhalakata Hai) Lyrics | Sainik | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai
Pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai
Jhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai
Pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai
Jhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai

Laharo ko kabhi na chhupa paayega samandar
Laharo ko kabhi na chhupa paayega samandar
Roshni kabhi na chhupegi shama ke andar
Roshni kabhi na chhupegi shama ke andar
Chehra khaamosh aayine me utar jaayega
Rang khushbu ka havao me bikhar jaayega ho bikhar jaayega
Phul vo hai jo khil ke mahakta hai
Mahakta hai
Phul vo hai jo khil ke mahakta hai
Mahakta hai
Pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai
Jhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai

Pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane
Pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane
Aaya hu dilo se main nafrate mitaane
Aaya hu dilo se main nafrate mitaane
Saari duniya se to ham dosti nibhaayege
Pyar ka git saari umr gungunaayege ho gungunaayege
Saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai
Khanakta hai
Saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai
Khanakta hai
Pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai
Jhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai
Pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai
Jhalakta hai
Jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai
Chhalakta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *