Jaam Uthao Jaam Lyrics | Zameer | Kishore Kumar, Manna Dey | Sapan Chakraborty

Jaam Uthao Jaam Lyrics | Zameer | Kishore Kumar, Manna Dey | Sapan Chakraborty

Aanka banka tali talaka
Halla gulla dhum dhamaka
Jaam uthao jaam
Jaam uthao jaam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aanka banka tali talaka
Halla gulla dhum dhamaka
Jaam uthao jaam
Jaam uthao jaam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam

Do patte hain anaaro ke
Do patte hain anaaro ke
Budho pe jawani aa gayi
Aaye din hain bahaaro ke
Sada na baagi koyal bole
Sada na baagi koyal bole
Sada na bagte aam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam

Beda ishq ka paar ho gaya
Beda ishq ka paar ho gaya
Gale se lagaya yaar ne sachche rab ka deedar ho gaya
Yaar nahi to pyar nahi hain
Pyar nahi to yaar nahi hain
Yaari apna kaam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam

Pyar hain mandir
Pyar hain musjid
Pyar hain tabakashi
Are yaar bina sab jag andhiyara kaisi punarmashi
Hey ishq mushq na chukte yaaro
Na hi phul gulabi
Are jisko chadhe sharab ishq ki vo hain atal sharabi
Do tara ne ishq liya
Tara ne ishq liya
Asa teri nabaj padhi tenu marda ne ishq diya
Yaar ab kisi ka is duniya me
Yaar ab kisi ka is duniya me ishq na ho nakaam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aanka banka tali talaka
Halla gulla dhum dhamaka
Jaam uthao jaam
Jaam uthao jaam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam
Aaj ka din hain tumhare naam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *