Jaagi Hui Fizayein Song Lyrics from the movie/album Aur Pyaar Ho Gaya. The song Jaagi Hui Fizayein was sung by Asha Bhosle, Udit Narayan

Jaagi Hui Fizayein Lyrics

Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye
Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye
Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshani Si Hai
Din Mein Bhi Chaandni Si Hai Mere Sanam
Tere Liye Mere Liye

Laayi Hai Kaisi Khushi
Tere Mere Pehle Pehle Pyaar Mein Khoyi Khoyi Zindagi
Laayi Hai Kaisi Khushi
Tere Mere Pehle Pehle Pyaar Mein Khoyi Khoyi Zindagi
Kab Aisa Tha Samaa Kab Thi Ye Dilkashi
Kaliyon Ki Chunari Dhalki Hai Lehron Se Masti Chhalki Hai
Sapnon Ki Duniya Jhalki Hai Mere Sanam
Tere Liye Mere Liye

Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye
Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye

Aa…

Sunte Hain Ye Vaadiyaan
Dheere Dheere Haule Haule Kehte Hain Do Dil Daastaan
Sunte Hain Ye Vaadiyaan
Dheere Dheere Haule Haule Kehte Hain Do Dil Daastaan
Hai Jaise Tham Gaya Mausam Ka Karvaan
Bhanvre Jo Gungunaate Hain Jhonke So Sansanaate
Kuchh Saar Jhanjhanaate Hain Mere Sanam
Tere Liye Mere Liye

Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye
Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye
Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshani Si Hai
Din Mein Bhi Chaandni Si Hai Mere Sanam
Tere Liye Mere Liye

Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye
Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye

Share your thoughts

Udit narayan, Udit narayan aur pyar ho gaya jagi huyi fizayen, Jaagi hui fizayein, Asha bhosle, Lyrics, Aur pyaar ho gaya movie, Narayan, Udit narayan (playback singer), Aur pyaar ho gaya, Aur pyaar ho gaya 1997, Fizayein, Aur pyaar ho gaya songs, Asha bhosle hit songs, Aur pyaar ho gaya full movie, Aur pyaar ho gaya movie songs, Aur pyaar ho gaya movie scenes, Aur pyaar ho gaya movie bobby deol, Aur pyaar ho gay full movie online, Neelam asha bhosle songs, Bhosle