Jaadoo Hai Yeh Naya Naya Lyrics | Humko Ishq Ne Mara (1997) | Arpana Shulka, Manohar Shetty | Aadesh Shrivastava

Mm mm mm mm mm….. ru ru ru ru……
(Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana) – (2)
Kya nasha chhaane laga hai, abb maja aane laga hai
Kitana haseen ehsaas hai, ehsaas hai
Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana
Kya nasha chhaane laga hai, abb maja aane laga hai
Kitana haseen ehsaas hai, ehsaas hai

Chham chham barase paani aayi rut suhaani – (2)
Saawan ki rimjhim mein -2 kaisi pyaas hai
Hmm jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana
Kya nasha chhaane laga hai, abb maja aane laga hai
Kitana haseen ehsaas hai, ehsaas hai

Pehale toh kabhi bhi are aisa na huwa ji – (2)
Halchal hai dhadkan mein -2 kuchh toh khaas hai
Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana
Kya nasha chhaane laga hai, abb maja aane laga hai
Kitana haseen ehsaas hai, ehsaas hai
Ru ru ru ru ru……
Jara paas aa sun jara aa paas aa, tujhako bata du dil ki baat
Thodi hai khumaari are thodi bekaraari
Dhak dhak si hoti hai -2, tu jo paas hai
Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana
Kya nasha chhaane laga hai, abb maja aane laga hai
Kitana haseen ehsaas hai, ehsaas hai
Jaadoo hai yeh naya naya dil hai deewaana
O hamane sanam abhi abhi pyaar ko jaana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *