Ja parwane ja ja
Ja parwane ja
Kahi shama jal rahi hai
Kahi shama jal rahi hai
Ja re bhawre ja
Ja re bhawre ja
Kahi kali khil rahi hai
Kahi kali khil rahi hai
Ja parwane ja ja
Ja parwane ja
Pankh kate hai parwane ke
Pankh kate hai parwane ke
Aur shama hai dur
Aur shama hai dur
Jalne ko bechain hai phir bhi
Jalne ko bechain hai phir bhi
Udne se majbur
Udne se majbur
Ja parwane ja
Ja parwane ja
Kahi hawa chal rahi hai
Kahi hawa chal rahi hai
Ja parwane ja ja parwane ja
Ye to shama ki reet purani
Ye to shama ki reet purani
Jal jal ke bujh jaye
Jal jal ke bujh jaye
Parwane ki preet diwani
Parwane ki preet diwani
Hans hans pankh jalaye
Hans hans pankh jalaye
Gaa diwane ga ga diwane ga
Kahi aankh dhal rahi hai
Kahi aankh dhal rahi hai
Ja parwane ja

